Bolo Ji Dayalu Dildar Lyrics in English – Krishna Bhajan

Bolo ji dayalu dildar ke karu,
Bolo bolo thari manuhar ke karu.

 

Man ko nageeno, thaane sup diyo,
Jaan ke prabhu, dard mol liyo,
Jit aur haar ko vichar ke karu,
Bolo bolo thari manuhar ke karu.

 

Mere kane the kai chhodyo he,
Chhaliya su risto jodyo he,
Nehado lagaake, takrar ke karu,
Bolo bolo thari manuhar ke karu.

 

Faas liyo meethi meethi baata mein,
Bik gayo jeev thare haatha mein,
Thare se akad kartar ke karu,
Bolo bolo thari manuhar ke karu.

 

Jaan ke gareeb kyu i reham karo,
Vinti par prabhu meri dhyan dharo,
Jeevan ki patwaar ke, rakhwaar ke karu,
Bolo bolo thari manuhar ke karu.

 

Shyam Bahadur Shiv Rasiya,
Hans batlaao, mere man basiya,
Laagi mere neeh ki kataar ke karu,
Bolo bolo thari manuhar ke karu.

 

Bolo ji dayalu dildar ke karu,
Bolo bolo thari manuhar ke karu.

Blogs

Somvati Amavasya: Fasting for Health, Wealth, and Harmony

Discover the significance of Somvati Amavasya and how fasting on this sacred day promotes health, attracts wealth, and brings harmony into life.

Read More

Buddha Purnima 2025: A Day for Reflection and Awakening

Buddha Purnima 2025 honors Lord Buddha’s birth, enlightenment & Nirvana. Explore rituals, history & his teachings that inspire peace & spiritual growth.

Read More

Shree Narasimha Saraswati Navaratri Utsav: A Journey of Devotion

Shri Narasimha Saraswati, the divine form of Lord Dattatreya, inspires devotees through his teachings, miracles, and the sacred Navratrotsav festival.

Read More

Subscribe to our Youtube Channel

Follow us for Aarti, Bhajan, and Stories