Kaal Ki Vikral Ki Lyrics in English – Mahakaal ki Aarti

VIDEO CREDITS
Album Name: Bhasma Aarti Full Shri Mahakal Jyotirling Temple Ujjain
Singer: Anuradha Paudwal
Music Director: Shekhar Sen
Lyricist: Ashish Chandra
Music On: T-Series

——————————————-

Kaal Ki Vikraal Ki
Trilokeshwar Trikaal Ki

 

Bhole Shiv Kripaal Ki
Karo Re Mangal Aarti
Mratyumjay Mahakaal Ki
Karo Re Mangal Aarti
Mratyumjay Mahakaal Ki

 

Baba Mahakaal Ki
Oo Mere Mahakaal Ki
Karo Re Mangal Aarti
Trilokeshwar Trikaal Ki

 

Pit Pushp Baghambar Dhari
Nandi Teri Sawari

 

Tripunddhari Hey Tripurari
Bhole Bhav Bhayhari
Shambhu Din Dayaal Ki,
Teen Log Deegpaal Ki

 

Kailashi Shashibhaal Ki
Karo Re Mangal Aarti
Mratyumjay Mahakaal Ki

 

Damru Baaje Dam Dam Dam
Nache Shankar Bhola
Bam Bhole Shiv Bambam Bambam
Chadha Bhang Ka Gola
Jai Jai Hridya Vishal Ki

 

Ashutosh Pratipal Ki
Naina Dhak Dhak Jwaal Ki
Karo Re Mangal Aarti
Mratyumjay Mahakaal Ki

 

Aarat Hari Palanhari
Tu Hai Mangalkaari
Mangal Aarti Kare Nar Nari
Paaye Padarath Chari
Kaalrup Mahakaal Ki
Kripasindhu Mahakaal Ki
Ujjeni Mahakaal Ki
Karo Re Mangal Aarti
Mratyumjay Mahakaal Ki

 

Kaal Ki Vikraal Ki
Trilokeshwar Trikaal Ki
Bhole Shiv Kripaal Ki
Karo Re Mangal Aarti
Mratyumjay Mahakaal Ki
Karo Re Mangal Aarti
Mratyumjay Mahakaal Ki
Karo Re Mangal Aarti
Oo Mere Mahakaal Ki
Karo Re Mangal Aarti
Trilokeshwar Trikaal Ki

Blogs

The Legend of Goddess Durga and the Defeat of Mahishasura

Discover the powerful story of Goddess Durga’s epic battle against the demon Mahishasura. This legend celebrates the triumph of good over evil, symbolizing strength, courage, and divine power.

Read More

Dussehra 2025 (Vijayadashami): Date, City-wise Muhurat, Meaning & How to Celebrate

Dussehra 2025 will be celebrated on Thursday, 2nd October, with city-wise muhurat timings, puja vidhi, rituals, and regional celebrations across India.

Read More

Navratri 2025: Dates, Timings & Significance

Explore Navratri 2025 dates, puja timings, 9 forms of Goddess Durga, colours of each day & significance. Celebrate the festival with devotion & joy.

Read More

Subscribe to our Youtube Channel

Follow us for Aarti, Bhajan, and Stories